kisan samman nidhi 13 kist kab aayegi

 Kisan samman nidhi 13 kist kab aayegi:-

Kisan samman nidhi 13 kist kab aayegi to yeh sawaal bohot se logo ke mann mei bna hua hai ke yeh kist aakhir kab tak aaegi lekin mere sathiyon ab aapka intezaar khatam hota PM Modi jaldi hi iss kist ko launch karne vaale hai.

Aur yaha tak ki iski tareekh bhi jaari ki jaa chuki hai ke ye kab launch hogi vaise to humare kisan bhai bohot lambe samay se iss kist ka intezaar kar rahe hai lekin ab aapka intezaar khatam hota hai aap jaldi hi iska fayda utha skte hai.

kisan samman nidhi 13 kist kab aayegi

Unka yeh intezaar kal khtm ho jaega yani ki 27 February ki yeh kist jaari ki jaa rahi hai.

Knowledge about kisan samman nidhi

Deshbhar ke krodo kisano ke liye yeh ek khushkhabri se kam nahi hai.Bharat sarkar kal Pradhanmantri kisan samman nidhi yojana ki 13vi kisht jaari karne vaali hai.

Iss baat ki jaankari kendriya krishi mantri Narender Singh Tomar ne apne official Twitter page par di hai.

Pradhanmantri Modi karnataka ke belgaavi mei karenge kisan samman nidhi yojana ki 13vi kisht jaari.

Kal pradhanmantri Narender modi ji karnataka ke belgaavi mei dopahar 3 baje iss kisan samman nidhi yojana ki 13vi kisht jaari karenge.

PM kisan yojna 13 installment beneficial status:-

  • Iske liye kisano ko sabse phele iske portal par jaana padega jiska naam aur url https://pmkisan.gov.in/
  • Iss link par aapko click karne ke baad former corner mein beneficiary status par click karna hai.
  • Iske baad aapko puchi gayi jaruri details ko dhyaan se bharna hai.
  • Details bharne ke baad beneficiary list aapke saamne aa jaegi.

Kis-kis ko nahi milegi aakhir PM kisan samman nidhi yojana 13 installment:-

Unn kisano ko yeh yojna ka laabh nahi milega jinhone abhi E-KYC aur bhu lekho ka sat papan nahi kiya hai unko iska fayda nahi milega.Aise mein aapko inn dono kaamo ko jald se jald kara lena chahiye.

Note:Agr aap aur bhi jyada jaankari lena chahate hai to aapko iske liye helpline number par bhi call kar Lena chahiye 011-23382401 ya fir 011-23381092 par bhi call kar skte hai.ya fir aap E-KYC ke liye E-Mitr par bhi jaa skte hai.


Post a Comment

0 Comments